Na woh inkaar karti hai
Na woh inkaar karti hai
KAMBAKHT mere hi sapno mein aakar
Mere dost se pyaar karti hai.
***
**
*
Teri Yaad aayi
Jhoom ke barsa Saawan,
Teri Yaad aayi
Bheega main,
lekin phir bhi teri Yaad aayi
Kyon na aaye teri yaad?
Tune jo chatri ab tak nahi lautai…
***
**
*
Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
Yahan likhna mana hai.
***
**
*
Kutte bhi hamare yaar ho gaye,
Wo to hamare ho na sake,
Hum kutton ke sardar ho gaye…
Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
to hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki nazare hi tirchhi hai,
to hum behosh ho gaye…
***
**
*
pass jake dekha to santra tha,
cheel ke dekha to bhi santra tha,
Khake dekha to bhi santra tha,
Wah kya santra tha.
***
**
*
dil main mere junoon tha.
Khujli hui itni… Dil be sukoon tha.
Pakada to chod diya yeh soch kar ki.
sale ki ragon main apna hi khoon tha!
***
**
*
Mile mujhe aur mera ho jaye.
Karu SMS ladkion ko naam tera aae.
Maar tujhe pade
Aur kalejamera thanda ho jae.
***
**
*
Aye Jalim Deodrant lagane me tumhara kya jata hai ?
***
**
*
unkigali se guzar rahe the kya ittefaq tha,
unhoon ne phool phainka par gamla bhi saath tha !
***
**
*
Kabhi tum khud b aa k dekho ye
manzar shaam say pehley..
Ye lab kaisy Larraztay hein
Ye lab kaisy Larraztay hein
tumharynaam say pehlay
Nahi mumkin mein Raah-e-shoq
Nahi mumkin mein Raah-e-shoq
say wapas palat jaun..
Parinday to nahi lotey kabhi ghar
Parinday to nahi lotey kabhi ghar
sham say pehlay
Nahi maloom kab say hy taluq
Nahi maloom kab say hy taluq
ustawar apna Tumhara Aks tha DiL
mein tumhary Naam say pehly.
Zamane Sa Hara Ho Apni Taqdeer Par Ga Raha Ho
***
**
*
Sawan Ma Barsat Zarore Hai
Mare Zindagi Ma App Zarore Hai
Tufaa Ma Kinara Zarore Hai
Humay App Ko Apnana Zarore Hai
Dobtay Ko Kinara Zarore Hai
App Ka Hum Sa Mil Jana Zarore Hai
Aaghaz Hai To Anjam Zarore Hai
Mera Kismet Ma App Ka Aana Zarore Hai
Taqdeer Ka Faisla Kya Ho! Magar
App Sa Bichar Kar Hamara Mar Jana Zarore Hai…!
***
**
*
Wafa na meli us ko meri wafa ky bad"
Sakht kaprun mein ye tera narm-o-nazaq badin"
Aik our khta hy teri us khta ky bad"
sangdil wo zalm phr bhy masoum hy"
kabhe to kary ga wo toba gnah ky bad"
Hazaron sajday karta mein teri mohabbt ko snam"
"Sham"jaz nay kisi ko sajda khuda kay bad"
***
**
*
Aisi lagi udaas sar-E-shaam zindagi,
Jaisay kisi ki aankh ka ilzam zindagi.
Apne jahan main daikha tere baad kuch nehi,
Hum ne laga di aaj tere naam zindagi.
Jis k bina ye saans mujhay doobti lagi,
Ja k usay bhi dhoond kisi shaam zindagi.
Ye pyar dard na ban sakay jis k nashay main,
Mujh ko pila de aaj wohi jaam zindagi.
Ab doston k haath mere haath main nahi,
Girnay laga hoon aaj mujhay thaam ZINDAGI....!!
Jaisay kisi ki aankh ka ilzam zindagi.
Apne jahan main daikha tere baad kuch nehi,
Hum ne laga di aaj tere naam zindagi.
Jis k bina ye saans mujhay doobti lagi,
Ja k usay bhi dhoond kisi shaam zindagi.
Ye pyar dard na ban sakay jis k nashay main,
Mujh ko pila de aaj wohi jaam zindagi.
Ab doston k haath mere haath main nahi,
Girnay laga hoon aaj mujhay thaam ZINDAGI....!!
***
**
*
An kahi k lehje may.
Kya nahi kaha Hum ne.
An suni k parde may.
Kya nahi suna tum ne.
Raaz jo nahi khulta,
Jaante hain Hum dono.
Dooriyon se darrna kya.
Aah sard bharna kya.
Aysi rut B aaye gi.
Jab K shakh-e-farda par.
Misl-e-gul khilen gay Hum.
Aik din milen gay Hum.
Kya nahi kaha Hum ne.
An suni k parde may.
Kya nahi suna tum ne.
Raaz jo nahi khulta,
Jaante hain Hum dono.
Dooriyon se darrna kya.
Aah sard bharna kya.
Aysi rut B aaye gi.
Jab K shakh-e-farda par.
Misl-e-gul khilen gay Hum.
Aik din milen gay Hum.
***
**
*
Phr na jala chrag is tez howa ky bad"
Wafa na meli us ko meri wafa ky bad"
Sakht kaprun mein ye tera narm-o-nazaq badin"
Aik our khta hy teri us khta ky bad"
sangdil wo zalm phr bhy masoum hy"
kabhe to kary ga wo toba gnah ky bad"
Hazaron sajday karta mein teri mohabbt ko snam"
"Sham"jaz nay kisi ko sajda khuda kay bad"
***
**
*
Meray dil me uski muhabbat buhat thi
Magar phir bhi us ko shikayat buhat thi
Mera dard khulta b kiun kar kisi par
Mujhe muskurane ki aadat buhat thi
Meri zindagi me wo lamhay b aaye
Teri har qadam par zarurat buhat thi,
Mananay ka mujh me hunar hi nahi tha,
Par usay rooth jaanay ki aadat buhat thi.
Magar phir bhi us ko shikayat buhat thi
Mera dard khulta b kiun kar kisi par
Mujhe muskurane ki aadat buhat thi
Meri zindagi me wo lamhay b aaye
Teri har qadam par zarurat buhat thi,
Mananay ka mujh me hunar hi nahi tha,
Par usay rooth jaanay ki aadat buhat thi.
***
**
*
Guzar gaee raat aankhon aankhon main
Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main
Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat Ho
gaee bersaat aankhon aankhon main Mil
na saka tha dil kabhi dil say Ho gaee
mulaqaat aankhon aankhon main Ahad-e-wafa
or qasmoon ki bhi Ho gaee shuruaat aankhon
aankhon main Day diya dil aik doojay ko Ho
gaee soghaat aankhon aankhon main Sab
rasmoon riwajoon ko Saqi Ho gaee maut
aankhon aankhon main.
***
**
*
baat chali teri aankhon say ja pohnchi
paimanay tuk kheinch rahi hai teri ulfat,
aaj mujhey maikhanay tuk ishq ki batain
ghum ki batain, dunya walay kertay hain
kis nay shama ka dukh dekha, kaun gaya
parwanay tuk ishq nahin hay tum ko mujh
say, sirf bahanay kerti ho yun hi bahanay
qayam rakhna, tum meray mer jaanay tuk
itna hi kehna hay tum say, mumkin ho to
aa jaana, aa hi gayai tou rukna ho ga, aankhon
k pathranay tuk.
***
**
*
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil
janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha
reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat
haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain
Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil
janay ka Zakhmon kay sil janey ka Zamanay
kay guzer janay ka Khuab kay hasil ki haqeeqat
ka Haqeeqat ka khuwab main tehleel honay ka
Bikhray khuabon ki takmeel ka Tum to khud ik
khuwab ho Husn ka, jawani ka Ik dard bhari kahani ka!!
No comments:
Post a Comment